Dil me rah kr hi dil ko drd deti h
Kambakht Yaade ahashan - farahmos h
Wo lamha, wo ahasas,
Wo baatein , wo raate
Wo khaab, wo teri meri saanso ke milne ka saaj,
Yaade ho gyi bas ab wo har pal pal ki baatein,
Ab na rha Ishq tujhe mujhse,
Ab shayad uljh sa gya.....
Rishta tera mera kuchh gunjhalo se,
Par..... Par wo Yaade rah gyi jo sirf or sirf teri h....
Haaye!..... Dil me rah kr dil ko hi drd deti h,
Kambakht ye Yaade kitni... Ahashan-farahmosh h....
.......... Kitni ahasan farahmosh h....
©roshni
R