Kash! ye din kabhi aya hi na hota.
Kash! wo din gaya hi na hota
Kash! wo waqt wahi thahar jata
Kash! sab kuch pehele khushnuma din jaisa hota
Kash! ye hayat pehele ki taraha muskurata maan aur sukun bhara dil jaisa hota..
kash! ye din kabhi aya hi na hota
kash! humne wo sab kuch suna na hota
kash! humne wo sab kuch dikha na hota
kash! hum tumse dur na hote
Kash! tumhara sath hamare sath bohat waqt tak hota....
Kash! ye din kabhi aya hi na hota
kash! zindagi badli na hoti
kash! sab kuch tuta na hota
kash! Sare sapne pure hote
kash! sab kuch sahi hota...
kash! tum yahan hote.....
©jagnyasha
J