Miltai rahai raqeeb youn
Rabat jinaza padh gayi...
Asia dost tha meri rah mai
Dosti bhi alvida keh gayi..
Miltai rahai chaltai rahai
koi rasta thama nhi
Jo tham Huvai vo raqeeb thy
baki chalai-- chalti gayi....
Chand ko Han! kaha tha
zyada hilaal na dikha
Taroon ko sota dekh Kai
Aankhu ko band ab krr gayi..
Duniya chali kahi aur ko
Jahan rastai tere nhi
Tu ku chala uss aur ko
Manzil bhi heraan reh gayi..
Dil nadan tha haan bhool huvi
Tera mgr Kya masla tha
Ye nimazain ye sajood tere
Ibadat bhi heraan reh gayi..
Tera mehboob koi, khuda koi
Aur gam ki vajah koi aur hai
Ye mamla Kya hai tera
Daar-i-eshq bhi saval krr gayi..
©naikqurat.
N