S

#kerela_elephant_died

Han thori bhuk zrur thi par yun tmse bayaan na kiya tha
Tha tmhare tohfe par aitbar, yun bewajah dhayan na diya tha
Jo zakhm mile naqabil-e-bardasht, dil ne bhi yun aelan kiya tha
Tum insan the?
Haiwan kya tha?
©shadanzeya