khwahise to bahot badi hai hamari,
jo tumko pura karna hai.
akhir har roz tumhara didar jo karna hai ,
tumhe subah se lekar raat tak pyar jo karna hai,
kyu rahte ho hamse itna dur ?
tumse to har roz milkar salam jo karna hai, 😄
ye to hai chahte hamari ,
samajh jao jaan khwahise bahot badi hai hamari, jo tumko pura karna hai 🔥
©snehamoury
S