Kitni ajeeb hai na khwahishein...
Hr kamyaab shaksh ko dekh kuch kr gujarne ki khwahish...
Hr din Suraj ko dekh Roshan hone ki khwahish....
Hr raat taaro ko dekh chamakne ki khwahish.......
Or agle hi pal chand ko dekh khubsurat hone ki khwahish......
Ek phool ko dekh hamesa mehekne ki khwahish.....
Or panchiyo ko dekh ucha udhne ki khwahish......
Ek nakshe ko dekh puri dunia ghumne ki khwahish......
Prem panchi ko dekh ek baar Phir mohhobat krne ki khwahish...
bacho ko dekh unki trh befikar hone ki khwahish.....
Kushiyon ko saadev apne pass rkhne ki khwahish......
Zindagi ko saksham krne ki khwahish.......
©anshikak
A