S

Kill the people

jo tha sab luta diya
ab kya lutaau
sivaay tere kahaa jau
ulajhaa kr rakh diya
kaise path pr aau
khaak banaa diya
kahaa najar aau
Banaa sailaab bahaa diya
kaise simat jaau
jo tha sab luta diya .
ab kya lutaau
©sandeepgup