P

koi acha hai ...

koi acha hai , bhaut acha hai ...
kamm Bolta hai , par pyar bhaut karta hai ..
koshish krta hai sbko hasane ki , magar kabhi kabhi khud hi khamoshi rheta hai...
muskurata hai ek alag andaz se , sach Mai ekdum kamaal ka lgta hai....
jatata nahi hai utna , ladka sahi mai hosiyaar lagta hai....
sabhya , sajjan , shresht teeno shabdo se pura bana lgta hai ...
Sach Mai dil ko chuu gya aisa koi aaj lgta hai ....
- Paru
©paru