Koi gajal suna ke kya karna..
Yu bat badake kya karna..
Tum mere the, tum mere ho..
Duniya ko bata kar kya karna..
Tum sath nibhao chaht se,
Koi rashm nibha kar kya karna..
Tum khapha bhi axe lagte ho,
Fir tumko manakar kya karna...
©royalraj
R