R

kon khta hai mn tanha ho...

kon khta hai mn tanha hon
mery sath tera lamha hai
mery sath teri yaden hai
mery sath mera hai khuda
mery sath wo bhi to tha
lakin kuch majboriyon ne
kr deya tha juda......
lakin laot kr aya hai wo phir se
aur kahta hai tere sath yara mn hon
kon kahta hai mn tanha hon
©zoyaarif