R

kuch baate hai to kha do...

kuch baate hai to kha do kyuki..
sabera to har roj ki tarah hoga
par sayad kal hamari aakhe
na khule...
mat rutho jindgi se kyuki... agar
jindgi ruth gayi to manane ka
ek mauka tak na degi...
kuch sikbe shikayate hai to
bol do kyuki... sayad kal ko koi
maph karne wala bhi nahi hoo...
kuch kasak hai sine me to bahar
nikal do kyuki... sayad kal ko
Dhandkne sunne wala bhi koi
na ho.......
R. R
©Rimi Richa