N

Kuch toh bataye

Humse dur dur kyun chaley jaa rahe ho?kya humari mohabbat mein koi kami hai?pyaar kiya tumse,ab aisa lagta ke hum eik dusrey ko nhin jaantey.Iss relationship ko mazboot kyun na banaye?kabhi kabhi yeh.... muje sataaye......kabhi kabhi yeh rulaaye.......
©nicky