C

kya jane..❣️

Aandhiyon🌪️ ne uda diya ghar🏡
uss parinde 🦅ka
kaise bana tha ghosla yeh
toofan🌬️ kya jane
firta hai dar-badar rahta
nahi ab chain se😟
samajh sakti hai uski maa 💞
uski sanam💔 kya jaane
kitni taklif hoti hai iss
kabar ke nichhe dosto😖
uper se phool🌺 chadane wali
duniya kya jane ...
©crazydoll7