wo lad rahen hain,daridh ban rahe hain
wo lad rahen hain daridh ban rahe hain
desh ke pm modi ji,desh ko sambodhit kar rahe hain.
Sankalup liya janta carfue ka
jemedaari sab ne nibhai thi
ghar ke darwaje par khade hokar
talyan-thaliyan sab ne bajai thi
ghar se bahar na nikalne ka
Sankhnaad ab wo kar rahe hain
desh ke pm modi ji,desh ko sambodhit kar rahe hain.
Bade se bade deshon ne bhi
corona ke saamne ghutne tek diye
vikralta-bhayanakta ne,sare desh hi bebas kar diye
social-distancing ka sandesh dekar
lockdown ab wo kar rahe hain
desh ke pm modi ji,desh ko sambodhit kar rahe hain.
Doctor-Police aur Media bhi
chobison ghanto kaam karte hain
na jane kitne samya se dur hain ghar se,ek pal bhi na aaram karte hain
21 din mangkar ke
action majboot wo kar rahe hain
desh ke pm modi ji,desh ko sambodhit kar rahe hain.
©ramswarup
R