Log aage chalte hai
Mud mud ke dekhte kyu hai
Itna afsoos hai sath na nibhane ka
Toh hath chuda ke chalte kyu hai
Ek dor hai jawani sambhalne ka
Uske majhdhaar mein faste kyu hai
Pata hai eske baad budhapa bhi aayega jo akele na kat payega
Toh hath chuda me akele chalte kyu hai
Humne bhi kashtia tarayi hai es jawani ki dhaar mein
Par kisi ne kya khub samjhaya tha
Dhaar mein toh ter lete sab
Kya karoge theraav ke us dor mein
Humne bhi chaturai dikhai
Hath thamne ki chesta jatai
Par wo hath chod ke chal diye
Ab mod mod ke dekhte kyu hai
It na afsoos hai sath na nibhane ka
Toh hath chuda ke chalte kyu hai
©shitij
S