Ha Mai janta hu , tu pyar karti hai Kisi or se par jitna pyar karta hu Mai tujhse, tu pa na sakegi Kisi or se...
Tu jab jab royegi Mai tab tab tere anshu pochhane auga, tere Sare kasht lekar apni sari khusiya tujh par Luta jauga .... Sachcha pyar kya hota hai ye Mai tujhe marne se pahle bta jauga..
royalraj.... jindagi ke Kuch anokhe panne.
©royalraj
R