Aaj ka din bahut pyaara hai
Na jaane kyu par aaj har waqt khayaal bass tumhara hai
Tumhare wo pehLe message ki khusi aaj bhi mere chere ki mushkarat hai
Wo baatein tumse roj ghanto tak ,meri khusi ka raaj hai
Wo pehLi muLaqat usme hui jo hazaro baat
Kese bhuLu mein wo teri nadani si chahat
Likhu kuch khassh socha jo tha mene aaj
Par shabkhosh mein na mila koi shabad mujhe khaas
Maan lia mene ki zaruri tu mere lia hai
Pyaar ka dusra naam hai or
Registaan mein pyaasa ko panni milne ka ehsaas hai
Hatho mein jab tera haath hai
Duniya fateh karlu ye ehsaas hai
Kabhi jab tu udass hoti hai
Duniya se mano har chiz tabah hoti hai
Teri aankho mein aanshu jab bhi hota hai
DiL mera tere se zyada rota hai
Rok naa paaya khudko aaj meine hai
Islia bayan kia mera hal dil ka hai
Bass isme tujhe humesha rehna hai
Kabhi door jaane ka khayal tujhne na sochna hai
Bass roj roj apni pyaar ki accounts mein debit karna hai
Apni balance sheet mein pyaar ke assets ko badhana hai
Islia aajka din tujhsee ye sab kehna hai
Kyuki
Aaj ka din bahut pyaara hai
Aaj din bhar khayal bass tumhara hai
©rkchitz
R