R

Maa

Aankhon mein har waqt nami rahi
Jab bhi maa Teri yaad aayi,
Yun he yaadon mein simti kab tak rahun
Sochte Sochte shaam hain aayi,
Tune hamare liye har mushkil hain asaan se paar kiye,
Tune hamare khushiyon k liye har dard hain jiye,
Upar wale ne konsa pareeksha tumhare saath liye,
Jo khatam hone ka naam he nahi liye,
Jab bhi niwala roti ka dalun toh yaad hain Teri aayi,
Ae khuda! Ab bas kar..
Maa bhale he haar na maane,
Par Beti maa k Dard ko dekhte dekhte haar gayi...