V vishalmnre en July 23, 2025 Maa Duba rahta hu maa tere hi khayalo mai Aor mujhe kuch aata nahi Aaj bhi yaad aate hai maa tere wo sawaal ki beta khana khaya ki nahi©vishalmnre