Maa
Khena ka liya sayad 3 words
Lekin issmai sari duniya sama jati hai
Ek asa farista jissa sayad bhagwan bhi sar jhukata hai .
Socho tho ek insan ,per mano tho sayad ek robot.
Khena ko ek najuk si naar ,per sehh jaya sara prahar.
Kabhi zindagi mai ek kadam na chali appni marzi sa , per chala liya appna sansar.
Na ruki, na thaki, na mani haar,pehna rakha appna sar per kanto ka taaj aur chera pa ya muskam.
Naaman hai maa ko jisna hosal diya sabko, bhala hi khud toti haazar baar.
Maa kehna ko sirf ek insaan......
K.S(Hidden🎆)
©hiddenstar
H