R rigzin en July 23, 2025 Main Nahi pasand mujhe kisi ki chugliyan karna, Nahi pasand mujhe kisi ki buraiyan karna, Isi karan kuch mujhse gussa karte, Isi karan kuch meri izzat karte. ©rigzin