maine waqt rokna chaha tha
palco ko mund Kar jab
Teri Chauhan mahsus ki
main waqt rokna chaha tha
kuch lafzon mein jab tu
bahut kuchh kah Gaya
maine waqt rokana chaha tha
chahat ke aakash mein
jab sapnon ke tare sajae the
maine waqt rokana chaha tha
Andheri raaton aur shulk galon per jab teri hatheli ne sparsh Kiya
to maine waqt rokana chaha tha
Meri kamyabi ko jab tune apna banaya tha baba........
maine waqt rokna chaha tha
mere dard main tujhe rota dekh
main waqt rokna chaha tha
par jab tune mujhe doli mein dekhna chahta tha
tab Maine tujhe rokna chaha tha
tujhe rokna chaha tha
©awara
A