S

manane aayega

"Kabhi rooswa ho kar dekh lo,
Wo manane ayega?,
Kabhi hath thaam kr dekh lo, wo hath thaam payega?,
Mann me kisi ke kya hai,
Wo kese jaan jaye hum,
Ishq hai ya nhi,
Dur ho jao faslo me,
Khuda gawa_hi khud de jayega
©saans