F

"Manzil"

manzil_e_maqsood tak rasta taweel hai
kisi ka sath ho ya na ho chalna zaroor hai

aik mamuli si haar ko dil pe na lena
kamiyabi ke liye haar jana bhi aik shart hai..
❤Noor
©fatirkhan