M

Mata - Pita

Hai mata - pita armaan tumhare chule hum jannat ke 'taare'
Hai bda mushkil 'safar'
Thode se hai hum 'bekhabar'
Per dil mai ye vishwas hai aap logo ki dua mere sath hai
Aap ho jagat mai sabse hi 'nayare '
Hai mata-pita armaan 'tumhare'
Kosish meri hogi yahi
Jo sapne apne dekhe hai 'raat' mai
Jinhe pura karna nhi tha apke 'haath' mai
unh sapno ko ek din khuli ankho se 'dikhayenge' hum
Apki izzat ki garima ko anth tak 'nibhayenge' hum
Kyunki aap hi ho jo chahoge hum kabhi na haare
Hai mata-pita armaan tumhare
Hai mata-pita armaan tumhare
©gopalshyam