Bachpn ka wo din kitna suhana tha
jha school na jane ka har roj ek naya bahana tha
Himesh se phle pahuchna tha
or head mam ka darawna chehra tha😄
pure din game period ka intezar tha
or house period me word games ka sahara tha
actor banna aasan hua
jab punam mam ko mere pet dard ka visvas hua😄😄
har roj subh nana ke saath uthkr, suraj dada ko jagana tha
to whi har baat pr nana se mosi ko daat v to khilana tha😁😁
kitna acha tha wo bchpn ka din
jab ash ke saath tha pickachu
or mere saath mere nanu😕
aaj jab sone se phle future or goal ki
chinta satati h
to whi bachpn me nana se kahani sune bina kha neend aati thi😅😅
©avi957278
A