aa mere watan abaad reh tu
dil mein hoslan rakhe azzad reh tu
pyaar ka yeh ashian abaad rehna
iss duniya ke maya shaya se door reh tu
dil se soch dimaag se na
bavana samajh le tu
tu mera jahan watan mera tuhi
tujhse age kuch nhi main bhi nhi
tuhi mera jahan meara ahankar
tujhse hi raabta aisa duninya ko cheekh cheekh kar bataun
MERA BHARAT MAhAan
©jasmeen....
J