sab ki kami Puri Kar deti...sukhon ka gagar bhar deti..uski kami koi bhar n paye,maa dukhon Ka Sagar har leti..maa hi khusiyan maa hi duniya maa jeene ka tarika H,. Kya likhu Main usko jisne khud hi mujhko likha hai..
Rab ka roop MAA H ..Dhoop me sda wo chhaon H ...H Jahan khusiyon ki lahar saji, wo Meri maa ka Swargrupi paon H..maa hi jindagi MAA hi bandagi maa se Sikha salika H..Kya likhu Main usko jisne khud hi mujhko likha hai...
Hans kar jisne neende V hum par vari H.. humari ghaltiyon me danta Hume thappad V humko Mari H..par uski daant thi bohot Mithi yaaron.. jisne har khata humari sudhari thi..uske n hone se humari to Kya rab ka jahan V fika H..Kya likhu Main usko jisne khud hi mujhko likha hai...
khud chhup chhup Kar Aansu pi jati H,par Puri muskan se Hume khana khilati h. bachche hum Bde ho gye h,par Sine se laga k sulati H.. uske Rone se rab V rota dikha H.. Kya likhu Main usko jisne khud hi mujhko likha hai...
I love you MAA and PAPA...
©purpra
P