Tanhai me sochun to wo yaad aye
Yaad aye itna ke aansu aa jaye
Fir ye aansu ehsas dilaye
Ke yaad karo wo wàde jo tumne kye the
Fir ye aansu sabr dilaye
Ke hai abhi waqt bacha jo karna hai kar jao
Fir raushan bankar jahan me jagmagao
Aur is jahan se dhed sari du'aen pao.
©shahzad
S