C

mohabbat hai maa-baap se

mohabbat toh h maa-baap se
aur zindagi bhi maa-baap se
dil ki dariyaaon mein
khwahishon ki dor hai maa-baap se
chaahe ho khushiyon ka bauchaar
yaa ho gamon ka pahaad
dil ke kone ki hr ek ehsaas hai
maa-baap se
safalta ki udaan mein
sangharsh ke maidaan mein
yaa ho jeevan ke kisi bhi muqaam mein
agar saath koi khada hai
woh chattaan roopi chaaw
aur dhaal roopi dewaar hai
maa-baap baap se
मोहब्बत तो है माँ-बाप से,
और जिंदगी भी है माँ-बाप से ।।
दिल की दरियाओं में,
ख्वाहिशों की डोर है माँ-बाप से ।।
चाहे हो खुशियों का बौछार,
या हो गमों का पहाड़,
दिल के हर एक एहसास है माँ-बाप से ।।
सफलता की उड़ान में,
संघर्ष के मैदान में,
या हो जीवन के किसी भी मुक़ाम में,
ग़र साथ कोई खड़ा है,
वो चट्टान रूपी छांव और
ढाल रूपी दीवार है माँ-बाप से ।।
©candor