Iss duniya mein ashiko ka bhi imtahan hota hai,
Mukamal pyaar har kisi ko nasseb nahi hota hai,
ek tarafa pyaar bhi bahut bechain kar deta hai,
Unse nazare milana bhi mushkil kar deta hai,
Mukilo se Ladd kar mene unhe jeeta hai,
Akhir kar,
Pyaar hamara mukumal ho gya hai,
Ek tarafa se do tarafa ho gya hai....
©unknownid
S