Rahein badal the hi
Phir tha chaloon mein musafir.
Kahin nadiyoonke kinare
Tho kahin parvadh ke aage.
Zindagi mein bas yahi Hain chaahath ke
Ghoomoon mein ye saara asman aur yeh zameene.
Mujhe lath lagi hain is- duniya ki safar mein ki
Nasha sa hain ab yeh zindagi meri.
Musafir hun mein yaheenka
Ab zindagi thoh hain bas isi safar ka.
©shamaya
S