P

my dadi maa...(my grandmother)..

Ho chala H Umar ab baith k sustane ka...par bahana khojti H wo kaam me Haanth batane ka...wo kahti H Bina kaam kiye aaram ki neend n aati H...Meri Dadi Maa jo har raat Jag k Aaj V kahani sunati H.... wahi h jariya mere har gam ko bhul Jane ka...Uska Mann ek dariya H Jahan Mann Karta H sada dub Jane ka...chot mujhe lagti H par aankh uski bhar jati H... Dadi hi to wo saks H Jo Ghar ko Swarg banati H.....
I love you my Dadi maa....
©purpra