Marde momin pai kabi daag nhi hoskta...
Sheeshai mai jaam vahh!! Kya baat
Jaam mai sheesha nhi hoskta...
Badi ajeeb hai tari kahani
Tari baat to ho skti hai deedar nhi ho skta...
Zarahe shaam ka aagaz ho bhi jaye
Tum sai subha ka intezaar nhi ho skta...
Dil, dil na raha aur aap skoon ki baat krtai ho
Garaz to yeh ki ham sai ab aur kayaam nhi hoskta...
Jeenai ki tari yeh tamana aur is mai tera yeh rooz rooz ka marna
Sach lgta hai ki tum sai aur jiya nhi jaa skta...
©naikqurat.
N