kya kahu apse apne bare me doston
jab bhi kahna chahata hu to ek andhera chaa jata hai
labz khamosh ho jate hain dhadkne ruk si jati hain hoth tharrra sa jata hai, fir
naa jane kyu ye dil ko halka sa ahsaas hota hai
ki gar mai kah na paya jo sayd apne hi bare me, piro ke moti se akshar bata du apne bare me,
likhe hain sabd kuch dil ke patal pe ayee mere yaron use jo likh ke dekha to Pyaar bas Pyaar aur bas Pyaar aata hai.
©prabhat
P