Hum ku apni mohabbat badnaam kare ..,
use bewaafa keh kar ..,
kar na saki toh kya hua ,krna sikhaya toh usi ne tha....
pyar ki dastan ka panna hmne likha tha ,
likhna toh usi ne sikhaya tha...,
Mohabbat ek tarfa ho ya dono tarf se ...,
maza toh shiddat se chahne me hi aata h ..,
Na me shayar hu na ashiq ..,
bs thoda andaz purana h ..
jazbaat toh dil se nikalte h ..,
kisi ko chah kr toh dekho ...,
pyar bhare shabd khud ba khud bante h ...
©hard_lover
H