banane wale ne itna dard kyu banaya
kya hai iski marz kisiko na bataya
kyu sapne tut jaate hain
kyu apne chhut jaate hain
kyu hoti hain majburiyan
kyu hoti hain kamjoriyan
kise kahu me apni daastaan
yaha to har dil se dard se bhara
©sweta1990
S