B

pal

hayee ye pal, najane kaise yaadein he juri is pal mein , ke yaad aye to dil yeh mera bhar aye; kehta hein maan yein mera baar baar ji yein iss pal ko phir ekbar. bete lamhe hogaye honge iss pal ko, par ajj bhi aisa lagta hein ki, abhi to gujra hein yein pal; un palon mein bete yaadon mein dub se aise gayi hun ki , maan karta hein ki ; phir ek baar mein dub si jaw; kal ki baat hein sochkar bhulne ki koshish mein karti hun.; par kya karun dil ye majboor, ki bhul nahi pata iss pal ko, khud se kabhi bolti hun ki, chor na yaar kya hein usmein bhul bhi ja; paar phir dil.mera kehta hein, ruk ja wo tera pyaar hein; jisko tune use pal mein paya hein, aur jiya hein.
©benaam