aakho me nind badan
me thakan hoti hai
fir bhi ham par lutane
k liye jaan hoti hai
tabiyet khrab hone par
bhi unhe kaam par jaate
dekha hai aapne liye nahi
unhe hamare liye kamate
dekha hai,
Jo unhe nahi mila wo hame
dena chahate hai,
papa hai na hamari har
kuwaish puri karna
chahate hai.
©ayesha17
A