Nah Raat dekha na din..
Naa barish dekhna na dhoop..
Naa pasina dekha na khoon..
Bas wo har kaam karjana hai...
Jisse mere bache khus rahe..
Mere bacho ko har wo khusi mile..
Mere bachon ko koi taklif na ho..
Poori Family ki jeemedari hai mere Kandho pe..
Chahe jaisaaa ho kaam bas sahi hona chahiyeh..
Jitna taklif ho karlungaaa har wo mukaam par..
Per meri family khus rahen..
Jab chuti leke aaya ghr ..
Bhtt khus huye sab..
Baatein ki sabse..
Bachon se khela.. janna unhe ..
Sach kahun maan nai hai kahin jane ko..
Lekin Baap hun mein...
Wapiss ana padegaa kaam pe..
Jeemedari jo hai sabki mujhpe..
©sabanakhan
S