T

Patni ka Mayika Jaana

Sari suvidha
shan se rehna
Khana pina
mauj me rehna
jab bibi
hoti ghar pe
khatpat kuch
jab ho jaati
shaan se
kehte sahab
tum kaam hi
kya karti ho
Jab biwiji
myika chali
jaati
phir sahab
samajh paate
hain
ki wo ghar
pe kya kya kaam karti thi..🙂🙂🙃
©trying