Bikhre hue patte
Aur inhe udda le Jane wali Hawa
Inka bhi kya ajeeb rishta hai?
Na inse kabhi kisi ne pucha
Na inhone kabhi koi jawab diya
Is chupi me hi kho diya apna astitaf
Mitti se milkar
Mitti me mil jayege
Aur tumhe apni pechan samjha jayege
©shelly
S