K

PEHLI NAZAR KA PYAR

Woh pehli nazar ka pyar kya khoob hota hain
Woh bollywood music ka bjna baki sbh ruk jana
Fr agli mulaqat mein uska haath tham kar kuch samjhna aur dil ka wahi pigal jana
Fir agle hi pal uska kuch de dena aur
Manna krne par hass kar haan karwa lena
Dil toh wahi fisal gya
Woh pehli baar kisi ka kuch na keh ka bh baht kuch dena
Dil toh wahi maar gaya
©Kksood