Papa aaj mujhe apki yaad thi 'ayi'๐ฑ
mai apni badal rupi ankho mai se ansu na thi rok 'payi '๐ข
papa yaad aa rha hai apke sath bitaya hua har ek wo 'pal'๐
bss dil ki yahi dua hai jaldi se jaye ye waqt 'tal'๐ข
Papa jab aap kabhi office se ghar lot kar 'Aatai' thai ๐
yaad to hoga hi apko ki aap sda mujhe get ke pas 'paate' thai๐โบ
Apki awaj ko sunkar mera wo 'dord' ana โบ
har jaruri kam ko wahi per 'chhod' anaโบ
aab apka yu mujse itna dur' jana'๐ข
papa mai phir chahati hu unh palo ko 'pana'
Wo apka kabhi office se jaldi lot 'ana'
der se darwaj kholne per mera muh dikhye bina hi bhag 'jana'๐
Phir gusse mai apka mere piche- piche 'ana' '๐
Papa mai phir chahati hu late ho jana
Papa mai phir chahti hu unh palo ko 'pana'
Papa wo sunday wale din apka humko jaldi 'uthana'๐
Gadi๐ mai baj gaye hai 10 jag gya hai 'jamana'
Phir apki wo fix line kya tumhe duniya mai naam nhi 'kmana'๐
Humara uth ker uss gadi ko'dekhna'๐
Apka 10 bje wali baat ka 'fekna'๐ฑ
Papa mai phir chahati hu 'sojana'
Papa mai chahati hu unh palo ko 'pana'
Jab kabhi bhi apko khana hota tha 'khana'
Humesha mujhe hi bolna mere liya khana๐โบ lekr 'ana'
Mera ek hi jwab mujhe nhi 'jana'๐
Apka uthkar kitchen mai 'jana'
Phir twe se bhi badi rooti ke sath 'ana'๐ฑ
or uss rooti ko mujhe chida chida kar 'khana'๐โบ
Papa mai chahati hu apke liye khana 'bnana'
Papa mai chahati hu unh palo ko 'pana'
Papa yaad hai mujhe wo apka hume train mai 'bithana'๐ข
Train ko dekhkar hath ka 'hilana'๐ข
๐
Phir humare ankho me ansu ka aa 'jana'๐ข
Papa mai chahati hu apke cehere ko bar bar dekh 'pana'โบ
"Papa mai chahati hu unh palo ko pana"
"Papa mai chahati hu unh palo ko pana"
-Vinita
ยฉgopalshyam
M