Simple si ladkhi hun,
na kisi sa drti hun.
Aur na hi kisi pe mrti hun,
baas jo aapna hotein hain na unka dimag kharab krti hun....
Bhoth sa log merasa puchtein hain,
ki tum kabhi udass kyu nhi hoti ho.
Aab unha kya batein,
Jb haama koi mana na vala he... nhi hain toh udass hona ka fayada he... kya hain.....
Phir log boltein hai ki tu,
hamesha itna kyu hasti hai.
Aab kya krun jo maja khud hasna mai nhi aata na,
vo maja dusro ko hassana mai aata hain....
Jo insaan sbse jayada hasta ho,
ya dusro ko sbse jayada hasata ho.
Kabhi uski life ki story janke dekhna,
uski life ki story tum ko utna he... rulagi....
Aur ek baat hamesha yaad rakhna,
sb kuch pana vala bhoth kuch khoya krtein hain.
Aur sbko hamesha hassana vala,
khud bhoth roya kartein hain.....
Agr koi insaan khud bhoth hasta ho,
aur dusro ko bhi khub hasata ho.
Agr vo insaan ek din chup ho jaye,
toh dhayan rakhna vo aab puri tarika sa toot chuka hain....!!!!!
''Agar aap sbhi ko yeh aachi lagi ho toh plz iss like jaror krna aur comment box mai reply jaror krna😊''
:- ANSHIKA😃
©anshika.14
A