Z zaainab en July 23, 2025 💦💦 yeh aansoo bhi Kia chez hain,kabhi hkhushi K hotay hain,kabhi gham k,kisi ko hasatay hain,kisi ko rulatay hai,na janay meri aankhon mei aisa Kia hai,jb dekho en mei aa jaatay hain.©zaainab