R

...............................

mn ny wo pal dekhy aur un palo ko mahsoos kia jo mn nhi thi bardasht kr skti balky socha bhi na tha mn ny ka asa ho ga kabhi mere sathmn eik shokh chanchal aur kisi bt ko serious na lene wali hansty rhna aur khob maza krna aur pta nhi kia kia lakin wo wo waqt agiya jo mujhy bholta nhi us ka dard chubta hai aj rkhi phir us dukhi ragh pr hatheli wo waqt nhi ana chaheye tha barbad kiya tha mujhy us waqt ke zalim ny bhol jana chati hon bss khud ko ab khud mn jena chati hon aur jo mere zindagi mn ab kemti log hai mere apny hai un ko khona nhi chati agr wo khoo gay to mn tot jaon gi mr jaon gi bss dua hai us raab se mere jo hoa kisi ko nhi pta us rab ke sewa ,bs ab mujhy zindagi mn sakoon ,khosiya de aur baki sab ko bhi aur yahi kahoon gi k jo mera hiai bs ab mera hi rhy(ameen)
©rosymaa