U

pyaar

Zindagi aise spne mat dikha tu,
Raat ki tanhai me ansu nikle.
Dil ko samjane Mai kafi vakt lage,
Itni bhi sasti nhi hai mere pyar ki kimat.
Dur Sai hi shi par khwab Mai to Mera hai.
Wo kisi aur ka hai,
Ha muje pta hai.
Par Meri Kya khta hai,
Hmne to unko apni duniya bnai hai,
Dhoke ki hi sahi ,
Par us dhoke Mai to uska pyar nasib hota hai.
Har gai Mai apni taqdeer sai ldte ldte,
Dard ka Daman tham ke rakha hai.
Jab ye ansu ka samandar uthega,
Tum bi usme bah jaoge.
Shikayat nhi hai tujse,
Hamdardi ka rishta hai.
Anjan bnke hi sahi,
Kabhi insaniyat ke nam par yad Kar liya krna.
©urvi13