S

pyaar ke kaabil

Bhari mehfil mei tanha kise khte hai aaj samajh aaya hai
sab kuch hokr bhi kuch na hona kaisa hota hai
aaj iss baat ko dil ne bhi aazmaya hai
aaj pta chala ki kaisa hota hai wo pal jab sab kuch haasil hokr bhi kuch haasil nhi hota
sach to aaj samajh aaya hai ki
insaano ki iss bhari mehfil mei
koi pyaar ke kaabil nhi hota.............. πŸ’”πŸ’”πŸ’”πŸ’”πŸ’”πŸ’”
----yaadein (Mishtii)✏✏✏✏
Β©s.kush.