S

Pyaar Mahobbat

Na meri manzil tumtak jaati hai,
Na teri rah mujtak aati hai,
Mein mandir mein haath jod kar dua magti hoon,
Tu mazid mein hath khol kar saajda karta hai,
Mein Teri salmanti chati hoon,
Tu saamaj ki parwah karta hai,
Mein pyaar kehti hoon,
Tu mahobbat kehta hai,
Yeh ashas na hi mere shabdho mein ya tumare lavbzo mein bayan hota,
Yeh koi kyu nahi samjhta hai
Na tera alla harame kilaaf,
Na mera bahgwan,
Fir bhi kyu hum ek dusre ke liye hai gumnaam....
©unknownid